SEARCH RESULTS
Showing search results for "maryam"
Ghazal MATCHES FOR "maryam"
Ghazal
ye jafaa-e-Gam kaa chaara vo najaat-e-dil kaa aalam
tiraa husn dast-e-iisaa tirii yaad ruu-e-maryam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
mai.n ne likhkhaa hai use maryam o siitaa kii tarah
jism ko us ke ajantaa nahii.n likhkhaa mai.n ne
Anwar Jalalpuri
Ghazal
ma.aal-e-naGma-o-maatam faroKHt hotaa hai
KHushii ke saath yahaa.n Gam faroKHt hotaa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
un kii taqdiis pe ho azmat-e-maryam bhii nisaar
kaun kahtaa hai gunahgaar hai.n terii aa.nkhe.n
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
taabinda bahaaro.n ke nazaare nahii.n dekhe
tuu ne vo chamakte hu.e taare nahii.n dekhe
Maryam Naz
Ghazal
to vo iisaa hai ki ai nabz-shanaas-e-kaunain
ibn-e-maryam bhii hai biimaar tire kuuche me.n
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
naaKHun-e-vaqt ne kab zaKHm ko dahkaayaa hai
aise ik vaqt ki marham bhii nahii.n saath apne
Sulaiman Areeb Haidarabadi
Ghazal
dam-e-judaa.ii vo maryam saliib kii maanind
mire gale se ba.Dii der tak laTaktii rahii
Maqbool Aamir
Ghazal
jo dekhaa a.ndheraa to raaho.n me.n 'mariyam'
amaavas kii shab me.n ziyaa bechte hai.n
Maryam Naz
Ghazal
naKHl-e-jaa.n pe jo barastaa teraa baadal 'mariyam'
kuchh to kam badan kii ye tishna-dahaanii hotii
Maryam Naz
Ghazal
Jamuna Parsad Rahi
Ghazal
mahfil me.n tarii sham.a banii mom kii maryam
pighlii pa.Dii hai us kii vo kaafuur kii gardan