SEARCH RESULTS
Showing search results for "masaa"
Ghazal MATCHES FOR "masaa"
Ghazal
shaGl-e-sayyaad yahii sub.h o masaa hotaa hai
qaid hotaa hai ko.ii ko.ii rihaa hotaa hai
Qamar Jalalvi
Ghazal
achchhii ye tasavvur kii nahii.n dast-daraazii
a.ngiyaa kahii.n is but kii masak jaa.e to kyaa ho
Shauq Bahraichi
Ghazal
fariyaad kar rahaa huu.n do-vaqtii azaa.n nahii.n
takliif mujh ko detii hai.n sub.h-o-masaa namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Shahnaz Rahmat
Ghazal
aalam hai mast sajda-e-jaanaa.n me.n taa-abad
mastii balaa kii baada-e-''qaaluu-balaa'' me.n hai
Bahram ji
Ghazal
mirii zamiin pe suuraj ba-vaqt-e-sub.h o masaa
nikal to aataa hai lekin kahaa.n nikaltaa hai
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
sub.h-o-masaa hai 'naaz' kii bas aarzuu yahii
merii navaah-e-jaa.n me.n ho siirat kii raushnii
Samia Naz
Ghazal
sub.h o masaa kii gardish-e-paiham ke baavajuud
mai.n darmiyaan-e-sub.h-o-masaa umr bhar rahaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
andaaz sii.n ziyaada nipaT naaz KHush nahii.n
jo KHaal had se ziyaada ba.Dhaa so masaa hu.aa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ubhraa jo ruu-siyaah tunuk-zarf kyaa hu.aa
had se sivaa jo KHaal hu.aa vo masaa hu.aa
Shad Lakhnavi
Ghazal
zamiin baa.njh hai naazaad ho ga.e khaliyaan
agarche sub.h o masaa baar baar gah ga.e hai.n
Tahseen Firaqi
Ghazal
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
vo qarya-e-mahtaab rahe sub.h-o-masaa yaad
kuchh bhii na rahe shahr-e-tamannaa ke sivaa yaad
Hafiz Ludhiyanvi
Ghazal
KHudaa kaa shukr adaa kartaa huu.n mai.n sub.h-o-masaa
labo.n pe rakh ke daruud-o-salaam gardish me.n