SEARCH RESULTS
Showing search results for "masal"
Ghazal MATCHES FOR "masal"
Ghazal
baat-chiit me.n jis kii ravaanii masal hu.ii
ek naam lete me.n kuchh ruk saa jaataa hai
Zehra Nigaah
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
guzar rahii hai dabe paa.nv ishq kii devii
subuk-ravii se jahaa.n ko masal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
kuchh bhii ho aa.iina-e-dil ko musaffaa rakhiye
jo bhii guzre masal-e-KHusrav-e-dauraa.n chaliye
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dil ko masal masal ke zaraa haath suu.nghiye
mumkin nahii.n ki KHuun-e-tamannaa kii buu na ho
Dagh Dehlvi
Ghazal
masal sunii hai ki milne se ko.ii miltaa hai
milo to aa.nkh mile dil mile nigaah mile
Dagh Dehlvi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
Akhtar Nazmi
Ghazal
sunii nahii.n ye masal ghar kaa bhedii lanka Dhaa.e
tujhe to dil kii KHabar iztiraab kar degaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
masal ye sach hai ki rassii ke bal nahii.n jaate
ukha.D chukii hai havaa aan-baan baaqii hai
Naz Qadri
Ghazal
dard aasaanii se kab pahluu badal kar niklaa
aa.nkh kaa tinkaa bahut aa.nkh masal kar niklaa
Haseeb Soz
Ghazal
ye sach masal hai buto sab kaa hai KHudaa razzaaq
nasiib-e-taa.ir-e-dil hai azal se daana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
paamaal-e-rah-e-ulfat ho jaa.uu.n mohabbat me.n
vo shoKH agar mujh ko qadmo.n se masal jaa.e
Fana bulandshahri
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
malaal ye hai ki saaqii to ban ga.e saahab
sharaab haath me.n hai aur pilaa nahii.n sakte
Ahmad Adil
Ghazal
tauq-e-guluu-e-dil hai zulf-e-sanam kaa har KHam
mash.huur ye masal hai yak sar hazaar saudaa