SEARCH RESULTS
Showing search results for "masduud"
Ghazal MATCHES FOR "masduud"
Ghazal
ham aap hii ko apnaa maqsuud jaante hai.n
apne sivaa.e kis ko maujuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
apnii rah masduud kar degaa yahii ba.Dhtaa hujuum
ye na sochaa har kisii ko raasta dete hu.e
Riaz Majeed
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tuur par raah-e-vafaa me.n bo diye kaa.nTe kaliim
ishq kii vus.at ko masduud-e-taqaazaa kar diyaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
yahii masduud hai kuchh raah-e-vafaa varna baham
sab kahii.n naama o paiGaam chale jaate hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ba-lutf-o-aish-o-nishaat-e-jahaa.n mashuu naazaa.n
darii.n saraa-e-adam aashnaa che-hast va che-buud
Nooh Narvi
Ghazal
Iftikhar Raghib
Ghazal
raste faraar ke sabhii masduud to na the
apnii shikast kaa mujhe kyuu.n e'tiraaf thaa
Ashar Najmi
Ghazal
masduud hu.ii jis kii har ik raah-e-saraasar
is saf me.n mujhe laa ke kha.Daa kis ne kiyaa thaa
Shabnam Shakeel
Ghazal
nekiyo.n ke raaste mahduud the masduud the
phir bhii 'aKHgar' KHush-KHisaalo.n kaa safar jaarii rahaa
Akhgar Panipati
Ghazal
Azad Gulati
Ghazal
ho na jaa.e kahii.n masduud tirii raah-e-talab
ai mirii lauh-e-jabii.n sa.ng-e-dar-e-yaar na ban
Fitrat Ansari
Ghazal
chaahe rasad ke raaste masduud the bahut
jitnaa ba.Dhaa muhaasara puKHta hu.aa hisaar
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
vaapsii ke raaste masduud ho jaane se qabl
kis liye tum ho asiir-e-gomago vaapas chalo