SEARCH RESULTS
Showing search results for "mash.had"
Ghazal MATCHES FOR "mash.had"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mash.had-e-aashiq se koso.n tak jo ugtii hai hinaa
kis qadar yaa-rab halaak-e-hasrat-e-paa-bos thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
yaa.n tak mire mash.had se hai tishna-labii paidaa
is samt jo ho guzraa jallaad bahut royaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
haasil na puuchh gulshan-e-mash.had kaa bul-havas
yaa.n phal har ik daraKHt kaa halq-e-buriida thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
ye zid hai jinhe.n yaaro aa jaa.e.n jo mash.had par
to thaam ke haatho.n se daamaan nikalte hai.n
Asifud Daula
Ghazal
vo shor jis se azmat-e-shaahii laraz ga.ii
tabrez-o-qum se mash.had-o-shiiraaz se uThaa
Jameel Azimabadi
Ghazal
mash.had pe dil ke diida-e-giryaa.n pukaar de
pyaasaa na jaa ba-naam-e-shahiidaa.n sabiil hai
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
ye bulbulo.n kaa sabaa mash.had-e-muqaddas hai
qadam sa.nbhaal ke rakhiyo tiraa ye baaG nahii.n
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
KHud mai.n ne jataayaa hai use hashr kaa maidaa.n
mash.had hii se mai.n us kaa taraf-daar gayaa thaa
Shauq Qidvai
Ghazal
aur mansuur ko.ii mash.had-e-hastii me.n na thaa
laa.eq-e-daar jo ik merii anaa Thahrii hai
Bakhtiyar Ziya
Ghazal
agar talaash karuu.n ko.ii mil hii jaa.egaa
magar tumhaarii tarah kaun mujh ko chaahegaa
Bashir Badr
Ghazal
jo ham pe guzrii so guzrii magar shab-e-hijraa.n
hamaare ashk tirii aaqibat sa.nvaar chale