SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashaam"
Ghazal MATCHES FOR "mashaam"
Ghazal
us kii shamiim-e-zulf kaa kaise ho shukriya adaa
jab ki shamiim ranj hai jab ki mashaam ranj hai
Jaun Eliya
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ye tiiragi-e-musalsal hazaar baar qubuul
magar ye daur charaaGo.n kii raushnii kyaa hai
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
mauj-e-havaa-e-gul saa vo guzraa thaa ek baar
phir bhii mashaam-e-jaa.n me.n mahak chho.D kar gayaa
Anjum Irfani
Ghazal
KHushbuu se kis kii mahak rahe hai.n mashaam-e-jaa.n
daaman se de rahaa hai ko.ii to havaa mujhe
Gulzar Dehlvi
Ghazal
Abdul Majeed Salik
Ghazal
jahaa.n pe saada-dilii ke makii.n the kuchh paikar
vo jho.npa.Daa thaa magar pur-shikoh kitnaa thaa
Ambar Bahraichi
Ghazal
bikhar na jaanaa jaraahat-navaazi-e-shab par
mashaam-e-jaa.n ko abhii KHvaab aashnaa rakhnaa
Kishwar Naheed
Ghazal
Mazhar Imam
Ghazal
javaab-e-KHvaab bhalaa KHvaab ke sivaa kyaa hai
magar vo niklaa nahii.n hai savaal se aage
Farhat Zahid
Ghazal
Jamal Panipati
Ghazal
Zakiya Shaikh Meena
Ghazal
jis kii KHushbuu se mo.attar hai mashaam-e-zindagii
be-vaqaar-e-vazn phirtaa hai vo naafa-daar dekh
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
ye kis ke naam kii KHushbuu hai mere she'ro.n me.n
nafas nafas hai mo'attar mashaam-e-jaa.n mahke
Aalam Nizami
Ghazal
mashaam-e-jaa.n me.n ajab hai suruur kaa aalam
tasavvuraat me.n zulf-e-dotaa ko chhuute hii
Zafar Moradabadi
Ghazal
kaho to ye kaho dil ko KHush aa rahii hai havaa
mashaam-e-jaa.n se guzartii sabaa kaa naam na lo
Syed Kashif Raza
Ghazal
mashaam-e-jaa.n mo.attar aur dil bhii
tirii KHushbuu kahii.n bhii kam nahii.n hai