SEARCH RESULTS
Showing search results for "maslan"
Ghazal MATCHES FOR "maslan"
Ghazal
tere jaane se yahaa.n kuchh nahii.n badlaa maslan
teraa baKHshaa hu.aa har zaKHm haraa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
muntaKHab karte hai.n maidaan-e-shikast apne liye
KHaak par girte hai.n lekin auj-e-sultaanii se ham
Ahmad Javaid
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
kiina-fitrat hii na the mujh ko miTaane vaale
un me.n kuchh log to maa'suum bhii the tum maslan
Afzal Kiratpuri
Ghazal
na jaane kab tire dil par na.ii sii dastak ho
makaan KHaalii hu.aa hai to ko.ii aa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
galii se ko.ii bhii guzre to chau.nk uThtaa huu.n
na.e makaan me.n khi.Dkii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mahlo.n me.n ham ne kitne sitaare sajaa diye
lekin zamii.n se chaa.nd bahut duur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
mai.n jab makaan ke baahar qadam nikaaltaa huu.n
ajab nigaah se mujh ko makaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
chup chup makaan raaste gum-sum niDhaal vaqt
is shahr ke liye ko.ii diivaanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
hamaare ghar ko to uj.De hu.e zamaana hu.aa
magar sunaa hai abhii vo makaan baaqii hai
Javed Akhtar
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
yahii maslak hai miraa, aur yahii meraa maqaam
aaj tak KHvaahish-e-mansab se alag baiThaa huu.n