SEARCH RESULTS
Showing search results for "masle"
Ghazal MATCHES FOR "masle"
Ghazal
rote hai.n yaad gauhar-e-dandaan me.n un din
motii bhare hai.n misl-e-sadaf yaa.n kanaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
masle ga.e the jaane kyo.n ummiid ke phuul
phuulo.n kii anmol shahaadat yaad rahegii
Suhail Amjad
Ghazal
chand masle hu.e safhaat liye baiThaa hai
ghar kaa buu.Dhaa jo rivaayaat liye baiThaa hai
Hamid Mukhtar Hamid
Ghazal
laakho.n masle hu.e Gunche nahii.n dekhe ham ne
chand ha.nste hu.e phuulo.n ko gulistaa.n samjhe
Sharib Lakhnavi
Ghazal
turbat ko.ii kaise unhe.n aaGosh me.n legii
masle hu.e ye phuul jo paa.nv me.n rahe.nge
Yasir Raza Asif
Ghazal
hai.n masle hu.e shaaKH dar shaaKH gul kyo.n
chaman dar chaman saaneha kis liye hai
Tabassum Anwar
Ghazal
maayuusii-e-ma.aal-e-mohabbat na puuchhiye
apno.n se pesh aa.e hai.n begaanagii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
isii KHataa se itaab-e-muluuk hai mujh par
ki jaantaa huu.n ma.aal-e-sikandarii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
tum mauj mauj misl-e-sabaa ghuumte raho
kaT jaa.e.n merii soch ke par tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Ghazal
KHataa-mu.aaf tiraa afv bhii hai misl-e-sazaa
tirii sazaa me.n hai ik shaan-e-dar-guzar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
fasaana-go bhii kare kyaa ki har ko.ii sar-e-bazm
ma.aal-e-qissa-e-dil dardnaak chaahtaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mujhe sune na ko.ii mast-e-baaada-e-ishrat
'majaaz' TuuTe hu.e dil kii ik sadaa huu.n mai.n