SEARCH RESULTS
Showing search results for "masnavi dariya e ishq ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "masnavi dariya e ishq ebooks"
Ghazal
dariyaa-e-ashk chashm se jis aan bah gayaa
sun liijiyo ki arsh kaa aivaan bah gayaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
dariyaa-e-ishq jo thaa utar kar nahii.n rahaa
baatin kaa haq-shanaas magar mar nahii.n rahaa
Ali Ejaz Tamimi
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
un se kyaa zikr-e-talaatum-KHezii-e-dariyaa-e-ishq
jo tule baiThe ho.n naaseh harche baadaa-baad par
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
kashtii shikast-KHurda-e-dariyaa-e-ishq hai.n
jaate hai.n tirte Duubte tuufaaniyo.n me.n ham
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mai.n kyaa huu.n ek zarra-e-sahraa-e-ishtiyaaq
dil kyaa hai ek qatra-e-dariyaa-e-ishq hai
Hasrat Mohani
Ghazal
qismat Dubone laa.ii hai dariyaa-e-ishq me.n
ai KHizr paar kiijiye be.Daa Gariib kaa
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
dariyaa-e-ishq kar liyaa hotaa ubuur mai.n
lekin mire nasiib me.n kachche gha.De rahe
Naeem Faraz
Ghazal
bahaa.e jaataa hai dariyaa-e-ishq aaKHir tak
bhale hii laakh sambhaale ho.n dha.Dkane.n dil kii
Chitra Bhardwaj suman
Ghazal
mujhe bhii kachche gha.De par biThaa diyaa jaa.e
mirii rago.n me.n bhii dariyaa-e-ishq bahtaa hai
Wajid Sahri
Ghazal
'aatish' KHudaa ne chaahaa to dariyaa-e-ishq me.n
kuude jo ab kii ham to vare se pare hu.e
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dariyaa-e-ishq me.n mujhe rakhnaa na thaa qadam
Duubaa to KHuub Duub gayaa sar se paa.nv tak
Shad Azimabadi
Ghazal
dariyaa-e-ishq me.n mujhe rakhnaa na thaa qadam
Duubaa to KHuub Duub gayaa sar se paa.nv tak
Shad Azimabadi
Ghazal
maujo.n ne us kii mujh ko kahii.n kaa nahii.n rakhaa
dariyaa-e-ishq ne to kinaaraa nahii.n rakhaa
Shahid Karim
Ghazal
'mardaa.n' jo ko.ii Duube dariyaa-e-ishq me.n vo
chhoTe KHudii se apne hubb-e-vatan se nikle
Mardan Safi
Ghazal
us kii shab-e-firaaq me.n itnaa tuu ro ki ho
dariyaa-e-ashk me.n tirii kashtii tabaah chashm
Joshish Azimabadi
Ghazal
dariyaa-e-ishq kii unhe.n mauje.n na to.D de.n
ubhre hai.n bahr-e-husn me.n un ke habaab do
Boom Merathi
Ghazal
dil de ke bahr-e-fikr me.n ho Gota-zan abas
dariyaa-e-ishq kii nahii.n paa.e.nge thaah aap