SEARCH RESULTS
Showing search results for "mastaane"
Ghazal MATCHES FOR "mastaane"
Ghazal
in aa.nkho.n kii mastii ke mastaane hazaaro.n hai.n
in aa.nkho.n se vaabasta afsaane hazaaro.n hai.n
Shahryar
Ghazal
ab ise daar pe le jaa ke sulaa de saaqii
yuu.n bahaknaa nahii.n achchhaa tire mastaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
zaahid na kah burii ki ye mastaane aadmii hai.n
tujh ko lipaT pa.De.nge diivaane aadmii hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
be-KHudii me.n bhii tiraa naam liye jaate hai.n
rog ye kaisaa lagaa hai tire mastaane ko
Fana bulandshahri
Ghazal
agar kuchh hosh ham rakhte to mastaane hu.e hote
pahu.nchte jaa lab-e-saaqii kuu.n paimaane hu.e hote
Siraj Aurangabadi
Ghazal
mastaan-e-mohabbat ne duniyaa me.n yahii dekhaa
TuuTe hu.e paimaane TuuTe hu.e mai-KHaane
Josh Malsiani
Ghazal
Zaki kakorvi
Ghazal
chaar din kii zindagii apne liye kaafii nahii.n
aur kuchh lamho.n pe likh de apne mastaane kaa naam
Khursheed Alig
Ghazal
ham us kii chashm-e-siyah-mast ke hai.n mastaane
ye vo nashe hai.n ki jis kaa kabhii utaar na ho
Aish Dehlvi
Ghazal
Raaz Layalpuri
Ghazal
naasehaa hai ko.ii aisaa ki sambhaale mujh ko
la.D ga.ii aa.nkh mirii phir kisii mastaane se
Yagana Changezi
Ghazal
mustatar qulqul-e-miinaa me.n hai raaz-e-mastii
bhed kis tarah khule phir tire mastaane kaa
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
Azam Jalalabadi
Ghazal
jis tarah mai chhalak uTThe kabhii paimaane se
aap yuu.n duur hu.e apne hii mastaane se
Nazar Kanpuri
Ghazal
mastaan-e-ishq aa.e ta.allii par ai falak
ab KHair maa.ng tuu qadah-e-aaftaab kii
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
jaarii rahe mai-noshii mastaan-e-mohabbat kii
aabaad KHudaa rakhe mai-KHaana mohabbat kaa
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
dil me.n armaa.n hai.n ki ham un se mile.n
diid kii chaahat ke mastaane bane