SEARCH RESULTS
Showing search results for "matlabii"
Ghazal MATCHES FOR "matlabii"
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Dha.ng kii baat kahe ko.ii, to boluu.n mai.n bhii
matlabii huu.n, kisii matlab se alag baiThaa huu.n
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Aurang zeb
Ghazal
har samt dekhtaa huu.n lagaataar matlabii
is paar matlabii miyaa.n us paar matlabii
Mannan Qdeer Mannan
Ghazal
kis par yaqiin kiije ye daur matlabii hai
lagtaa hai KHuun ke bhii rishte badal ga.e hai.n
Akhtar Azad
Ghazal
matlabii duniyaa me.n hai gum ibn-e-aadam is qadar
kaam honaa chaahiye bas kaam honaa chaahiye
Humaira Gul Tishna
Ghazal
Mumtaz Gurmani
Ghazal
hai matlabii ye zamaana kisii kaa ko.ii nahii.n
diyaa umiid kaa phir bhii jalaa ke baiThe hai.n
Sharar Naqwi
Ghazal
aam rasta hai yahaa.n bhii.D milegii tum ko
matlabii raah pe ye ziist na Dhaalii jaa.e
Sajid Premi
Ghazal
usii ko matlabii 'taabaa.n' kahaa zamaane ne
du.aa salaam jo chhoTe ba.De se rakhtaa thaa
Anwar Taban
Ghazal
be-hisii thii bhaa.iyo.n me.n dost bhii the matlabii
mere hisse me.n akele-pan kii kuchh sauGaat hai
Shakeel Moeen
Ghazal
matlabii log mile mujh ko sabhii duniyaa me.n
dost ab tak to miraa ko.ii bhii saadiq na banaa
Arshad Sad Rudaulvi
Ghazal
is daur-e-nau me.n miltaa hai e.azaaz bhii use
jo matlabii ho jis me.n jahaalat zaraa sii ho
Kash Kannauji
Ghazal
ik vo la.Dkii bhii matlabii hai miyaa.n
pyaar sikko.n me.n toltii hai hai miyaa.n
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
Asim Jafri
Ghazal
dostii miltii hai matlabii miltii hai
ab mohabbat nahii.n dil-lagii miltii hai