SEARCH RESULTS
Showing search results for "matlabii"
Nazm MATCHES FOR "matlabii"
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
ruuh kyaa hotii hai is se unhe.n matlab hii nahii.n
vo to bas tan ke taqaazo.n kaa kahaa maante hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
kyaa miltii duudh malaa.ii nahii.n
ye baat samajh me.n aa.ii nahii.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
tariq ki dua
ajab chiiz hai lazzat-e-aashnaa.ii
shahaadat hai matluub-o-maqsuud-e-momin
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri bar milo
phir na dahke.nge kabhii aariz-o-ruKHsaar milo
maatamii hai.n dam-e-ruKHsat dar-o-diivaar milo
Mustafa Zaidi
Nazm
ai ishq kahin le chal
ai ishq kahii.n le chal!
barsaat kii matvaalii ghanghor ghaTaa.o.n me.n
Akhtar Shirani
Nazm
kisan
jis kii taabish me.n daraKHshaanii hilaal-e-iid kii
KHaak ke maayuus matl.a par kiran ummiid kii
Josh Malihabadi
Nazm
ek pul banaya ja raha hai
mohabbat kaa matlab jaan.naa chaahte ho
to pahle dariyaa se milo...
Sarvat Husain
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
Thahraa.e.nge un labo.n ko matlaa
jaanaa.n ke liye suKHan kahe.nge