SEARCH RESULTS
Showing search results for "maulaa-e-kul"
Ghazal MATCHES FOR "maulaa-e-kul"
Ghazal
vo daana-e-subul KHatmur-rusul maulaa-e-kul jis ne
Gubaar-e-raah ko baKHshaa faroG-e-vaadii-e-siinaa
Allama Iqbal
Ghazal
maqsad-e-ishq ham-aaha.ngii-e-juzv-o-kul hai
dard hii dard sahii dil buu-e-dam-saaz to de
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
KHaaliq-e-juzv-o-kul idhar bhii dekh
kyo.n tavajjoh idhar nahii.n hotii
Khurshid Khawar Amrohvi
Ghazal
banda-navaaziyaa.n to ye dekho ki aadmii
juzv-e-za.iif mahram-e-asraar-e-kul hu.aa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
naa.ib-e-KHaaliq-e-kul huu.n mai.n zamii.n par 'tasniim'
gardish-e-vaqt musalsal hai mire hii dam se
Tasnim Abbas Quraishi
Ghazal
Tabeeb Arvi
Ghazal
Dhuu.nDte hai.n tujh ko hii ai matla'-e-anvaar-e-kul
andaruun-e-kaa'ba-o-dar mash'al-e-but-KHaana ham
Muhammad Faizan
Ghazal
mai.n na Gam-KHvaar-e-shahanshaa na talab-gaar-e-kul
mujh pe kis vaaste aashob-e-qayaamat utraa
Mohsin Ehsan
Ghazal
juzv o kul ko nahii.n samajhtaa mai.n
dil me.n tho.Daa saa jaantaa kuchh huu.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
tumhaarii ma’iyyat me.n ai haasil-e-kul
mirii zindagii be-samar ho rahii hai
Faizan Jaffery Al-Khwarzami
Ghazal
sarparastii kaa muhaajir kaa.enaat o kul dahr
saaraa saaraa din machaayaa par machaa uudham nahii.n