SEARCH RESULTS
Showing search results for "mauzuu"
Ghazal MATCHES FOR "mauzuu"
Ghazal
har bazm me.n mauzuu-e-suKHan dil-zadagaa.n kaa
ab kaun hai shiirii.n hai ki lailaa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
bin kar har ek bazm kaa mauzuu-e-guftuguu
shero.n me.n tere Gam ko samoyaa kare.nge ham
Qateel Shifai
Ghazal
Bashar Nawaz
Ghazal
tamaam shahr me.n mauzuu-e-guftuguu hai yahii
ki shaahzaadii Gulaamo.n me.n aa ke baiTh ga.ii
Munawwar Rana
Ghazal
Gazlo.n kii dhanak o.Dh mire sho.ala-badan tuu
hai meraa suKHan tuu miraa mauzuu-e-suKHan tuu
Mohsin Naqvi
Ghazal
mauzuu-e-guftuguu thii mirii KHaamushii kahii.n
jo zahr pii chukaa thaa ugalnaa pa.Daa mujhe
Ameer Qazalbash
Ghazal
kisii ne uTh ke yahaa.n se kahii.n nahii.n jaanaa
sajii hai bazm ki mauzuu-e-guftuguu tuu hai
Asim Wasti
Ghazal
mauzuu-e-suKHan himmat-e-aalii hii rahegii
jo tarz nikaaluu.ngaa misaalii hii rahegii
Zeb Ghauri
Ghazal
mauzuu-e-suKHan hai vahii afsaana-e-shiirii.n
mahfil ho ko.ii raunaq-e-mahfil to vahii hai
Nasir Kazmi
Ghazal
vo paas aa.e to mauzuu-e-guftuguu na mile
vo lauT jaa.e to har guftuguu usii se rahe
Sahar Ansari
Ghazal
zaraa sii der ko mausam kaa zikr aayaa thaa
phir us ke baa'd to mauzuu-e-guftuguu tum the
Abbas Tabish
Ghazal
sunaa hai aaj kaa mauzuu-e-majlis-e-tanqiid
vo sher hai ki abhii mai.n ne jo kahaa bhii nahii.n
Anwar Masood
Ghazal
aa ki mauzuu-e-Gazal ko Dhuu.nDhtii hai har nigaah
naGma-e-mutrib balaa-e-gosh hai tere baGair
Seemab Akbarabadi
Ghazal
qariib thaa to sabhii us se be-KHabar the magar
chalaa gayaa hai to mauzuu-e-guftuguu hai vahii
Khaleel Tanveer
Ghazal
sochne ke liye mauzuu-e-suKHan ko.ii nahii.n
sub.h se shaam talak sirf dhu.aa.n khii.nchte hai.n
Wali Aasi
Ghazal
Kausar Jayasi
Ghazal
madrase me.n kahaa.n us zulf kaa mauzuu-e-jadiid
log pahu.nche to rivaayaat-e-kuhan tak pahu.nche