SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazmuun"
Ghazal MATCHES FOR "mazmuun"
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Garaz kyaa ki samjhe.n mire KHat kaa mazmuu.n
vo unvaan o tarz-e-raqam dekhte hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
do-chaar sher aage us ke pa.Dhe to bolaa
mazmuu.n ye tuu ne apne kyaa hasb-e-haal baa.ndhe
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aisaa aashob-e-zamaana hai ki Dar lagtaa hai
dil ke mazmuu.n hii na ash.aar me.n gum ho jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kamar-e-yaar ke mazmuun ko baa.ndho 'aatish'
zulf-e-KHuubaa.n sii rasaa tum ko tabii.at dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
naam-e-shaa.ir na sahii sher kaa mazmuun ho KHuub
phal se matlab hame.n kyaa kaam shajar kis kaa hai
Ameer Minai
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
meraa chehra hai faqat us kii nazar se raushan
aur baaqii jo hai mazmuun-nigaarii us kii
Parveen Shakir
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
mazmuun-e-vasl haath na aayaa magar use
ab taa.ir-e-par-buriida-e-rang-e-hinaa kahuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
'momin' vo Gazal kahte hai.n ab jis se ye mazmuun
khul jaa.e ki tark-e-dar-e-but-KHaana kare.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
mubaadaa qissa-e-ahl-e-junuu.n naa-gufta rah jaa.e
na.e mazmuun kaa lahja nayaa karnaa pa.Degaa
Iftikhar Arif
Ghazal
mauzuu.a ko badaltaa huu.n safhe ulaTtaa huu.n
mazmuun kyaa bataa.uu.n badal kyuu.n nahii.n rahaa
Shaheen Abbas
Ghazal
ko.ii ishq me.n mujh se afzuu.n na niklaa
kabhii saamne ho ke majnuu.n na niklaa