SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazmuun"
Nazm MATCHES FOR "mazmuun"
Nazm
daraKHt-e-zard
yahii hai dil kaa mazmuun ab tumhaarii umr kyaa hogii
hamaare darmiyaa.n ab ek bejaa-tar zamaana hai
Jaun Eliya
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
ko.ii iqraar na mai.n yaad dilaa.uu.ngaa na tum
ko.ii mazmuun vafaa kaa na jafaa kaa hogaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mauzu-e-suKHan
apne afkaar kii ash.aar kii duniyaa hai yahii
jaan-e-mazmuu.n hai yahii shaahid-e-ma.anii hai yahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mirza ghaalib
shaahid-e-mazmuu.n tasadduq hai tire andaaz par
KHanda-zan hai Guncha-e-dillii gul-e-shiiraaz par
Allama Iqbal
Nazm
nama-e-jaanan
bas vahii ek hii mazmuu.n ki mire shahr ke log
kaise sahme hu.e rahte hai.n gharo.n me.n apne
Ahmad Faraz
Nazm
shor-e-barbat-o-nai
pahlii aavaaz
ab sa.ii kaa imkaa.n aur nahii.n parvaaz kaa mazmuu.n ho bhii chukaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
ik kahaanii vaqt likkhegaa na.e mazmuun kii
jis kii surKHii ko zaruurat hai tumhaare KHuun kii
Josh Malihabadi
Nazm
black-out
phir pa.e-nazr na.e diida o dil le ke chaluu.n
husn kii mad.h karuu.n shauq kaa mazmuun likkhuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
andaz-e-mohabbat
tere ruKHsaar se Dhaltii hu.ii laalii se sivaa
tere in shoKH KHad-o-KHaal ke mazmuu.n se pare
Arslan Abbas
Nazm
talwar aur qalam
vaqt par mazmuun likkho zor-daar
vaqt par DaT kar la.Do mardaana-vaar
Faiz Ludhianvi
Nazm
hijr o visal
KHud apne dil kaa KHuun fazaa me.n uchhaal ke
mazmuu.n likhe hai.n ham ne firaaq o visaal ke
Shorish kashmiri
Nazm
pas-e-taqrib-e-mulaqat
Gam-e-be-naam tire naam se mausuum bhii hai
husn se raabta-e-ishq ke mazmuu.n hai.n bahut
Abdul Ahad Saaz
Nazm
dastur sazi ki koshish
saik.Do.n misre badal kar rakh diye kuchh is tarah
nafs-e-mazmuu.n nazr ho kar rah gayaa islaah kii
Raza Naqvi Vahi
Nazm
jahan dariya utarta hai
1
sarishk-e-KHuu.n ruKH-e-mazmuun pe chaltaa hai to ik rasta
Akhtar Husain Jafri
Nazm
munkir ka KHauf
use tarkiib aatii hai
kisii mazmuun-kohna ko nayaa unvaan dene kii