SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazra.a"
Ghazal MATCHES FOR "mazra.a"
Ghazal
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
basaa liyaa tirii KHushbuu ko mazra-e-jaa.n me.n
shaguft-e-Gam tujhe kaisaa nihaal ham ne kiyaa
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
laa-makaa.n tak kahii.n Thahraa na miraa paa-e-KHayaal
mazra-e-sabz-e-falak biich me.n paamaal hu.aa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
zindagii mazra.a-e-takliif-o-sukuu.n hai 'afzal'
shaam ugtii hai yahaa.n nuur-e-sahar se pahle
Sher Afzal Jafri
Ghazal
tere tufail jaatii rahii KHaar se chubhan
shaadaabiyo.n me.n mazra.a-e-hastii fuzuu.n hu.aa
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
kuchh 'bayaa.n' tuKHm-e-dostii ke sivaa
mazra-e-dil me.n bo nahii.n saktaa
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
mazra-e-dil kis tarah sarsabz ho
barq yaa.n kartii hai jaulaanii sariih
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
KHosha-chii.n bantaa hai kyuu.n mazra-e-har-dahqaa.n kaa
vasf-e-insaan nahii.n ye sifat-e-tair to hai
Rind Lakhnavi
Ghazal
bo.iye mazra-e-dil me.n jo inaayaat ke biij
to na ho.n sabz kabhii apnii shikaayaat ke biij
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mazra.a nekii hai ahl-e-zauq-e-KHidmat ke liye
ghar KHudaa kaa hai fidaa.iyaan-e-rahmat ke liye
Mohan Singh Deewana
Ghazal
tumhaaraa suu-e-mazra.a-e-Gair aksar
tarashshoh pe abr-e-karam dekhte hai.n
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
rah-e-suluuk me.n 'joshish' kisii kaa mazra-e-dil
jo paa.emaal karuu.n paa.emaal apnaa huu.n
Joshish Azimabadi
Ghazal
Zaheen Shah Taji
Ghazal
Amjad Najmi
Ghazal
dil Gam ke liye mazra'-e-zarKHez bahut hai
aur dasht-e-junuu.n hai ki Gam-a.ngez bahut hai