SEARCH RESULTS
Showing search results for "mel-jol"
Ghazal MATCHES FOR "mel-jol"
Ghazal
aa.nkho.n me.n mel-jol kaa naqsha simaT gayaa
dekhaa use to barso.n kaa rasta simaT gayaa
Syed Ali Khurram
Ghazal
ham ko kabhii bulaa.e.n kabhii aap aa.iye
aapas me.n mel-jol kaa rishta banaa.iye
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
vo mel-jol husn o basiirat me.n ab kahaa.n
jo silsila thaa phuul kaa patthar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye dekhnaa hai vo kitnaa qariib aataa hai
us ajnabii se zaraa mel-jol kar dekhuu.n
Shakeel Azmi
Ghazal
jab us ne guftuguu hii se taasiir khii.nch lii
mai.n ne bhii mel-jol me.n taaKHiir khii.nch lii
Shabbir Nazish
Ghazal
har lamha ik nashaat hai zaahir kaa mel-jol
gahre ho.n rasm-o-raah to phir ranjishe.n bahut
Shahid Shaidai
Ghazal
zabt kaa dil me.n kar ke ahd un se ba.Dhaayaa mel-jol
dard se pahle dard kii ham ne davaa KHariid lii
Manzar Lakhnavi
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
mil-jul ke barahna jise duniyaa ne kiyaa hai
us dard ne ab meraa badan o.Dh liyaa hai
Qateel Shifai
Ghazal
mil-jul kar iimaan KHudaa par laa sakte hai.n
ik jannat me.n bhuuk aur pyaas samaa sakte hai.n
Sarfraz Zahid
Ghazal
maa.ngii mil-jul kar jo rindo.n ne du.aa barsaat kii
jhuum kar aa hii ga.ii kaalii ghaTaa barsaat kii
Shola Kararvi
Ghazal
Sayeed Ahsan
Ghazal
mataa-o-maal jo le jaa.e to Ganiimat hai
vo apnii jaan bachaa laa.e to Ganiimat hai