SEARCH RESULTS
Showing search results for "miir-e-lashkar"
Ghazal MATCHES FOR "miir-e-lashkar"
Ghazal
bahut naazuk hai.n mere sarv qaamat teGzan logo
haziimat KHurdgii merii saf-e-lashkar pe likh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tai kar chuke suKHan kii bulandii to daf.atan
'iqbaal'-o-'miir'-o-'Gaalib'-o-'faanii' se Dar lagaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Tuk 'miir'-e-jigar-soKHta kii jald KHabar le
kyaa yaar bharosaa hai charaaG-e-saharii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
dekhaa gayaa na mujh se ma.aanii kaa qatl-e-aam
chup-chaap mai.n hii lafzo.n ke lashkar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
shikast khaa.e hu.e hauslo.n kaa lashkar huu.n
uThaa ke mujh ko saf-e-dushmanaa.n me.n rakh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kyaa hai jo uTh gayaa hai par basta-e-vafaa hai
qaid-e-hayaat me.n hai tuu 'miir' aa rahegaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai dafn mire siine me.n har raaz-e-mohabbat
mar jaa.e.nge par raaz ko ifshaa nahii.n karte
Mir Sajjad
Ghazal
ye 'miir'-e-sitam-kushta kisuu vaqt javaa.n thaa
andaaz-e-suKHan kaa sabab shor o fuGaa.n thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
tuyuur aa.e magar un kii cho.nch KHaalii thii
faraar ho gayaa lashkar se abraha meraa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
yaa to mirii bastii ke sabhii log hai.n andhe
yaa halqa-e-aafaaq me.n suuraj kii kamii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
kahe.n kyaa jo puuchhe ko.ii ham se 'miir'
jahaa.n me.n tum aa.e the kyaa kar chale