SEARCH RESULTS
Showing search results for "minnat-kash-e-marham"
Ghazal MATCHES FOR "minnat-kash-e-marham"
Ghazal
tum namak-paashii karoge to maza aa jaa.egaa
zaKHm vo rakhtaa huu.n jo minnat-kash-e-marham nahii.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Naim Hamid Ali
Ghazal
dardmandaan-e-azal rakhte nahii.n darmaa.n kaa Gam
siina-e-sad-chaak gul minnat-kash-e-marham nahii.n
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
minnat-kash-e-ilaaj-e-masiihaa nahii.n rahaa
kyaa Gam agar maraz se ifaaqa nahii.n rahaa
Muneer Ahmad Jami
Ghazal
kis ne kahaa minnat-kash-e-mai-KHaana hu.aa huu.n
apnaa hii lahuu piitaa huu.n diivaana hu.aa huu.n
Shaghil Adeeb
Ghazal
vahshat me.n bhii minnat-kash-e-sahraa nahii.n hote
kuchh log bikhar kar bhii tamaashaa nahii.n hote
Zehra Nigaah
Ghazal
mai.n na minnat-kash-e-a.nguur hu.aa KHuub hu.aa
chashm-e-maKHmuur se maKHmuur hu.aa KHuub hu.aa
Nasim Maysori
Ghazal
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
Shakeel Nashtar
Ghazal
Jauhar Zahiri
Ghazal
apnii hii badaulat hai nasheman kii KHaraabii
minnat-kash-e-be-dardi-e-sayyaad nahii.n hai
Fani Badayuni
Ghazal
hotii hai Gaib se mirii imdaad ai falak
minnat-kash-e-inaayat-e-ahl-e-karam nahii.n
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jo mast hai saaqii nigah-e-mast kaa vo tuu
minnat-kash-e-jaam-o-mai-o-miinaa nahii.n hotaa
Aish Dehlvi
Ghazal
daaman se KHuun dil ko banaanaa thaa rashk-e-gul
minnat-kash-e-bahaar-e-gulistaa.n hu.e to kyaa
Kashfi Lucknavi
Ghazal
KHudii na ho sakii minnat-kash-e-nashaat-e-vafaa
hamaaraa haath kabhii maa.il-e-du.aa na rahaa