SEARCH RESULTS
Showing search results for "minqaar"
Ghazal MATCHES FOR "minqaar"
Ghazal
ai ham-safiir-e-be-gul kis ko dimaaG-e-naala
muddat hu.ii hamaarii minqaar-e-zer par hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
lab-e-shiirii.n chhupe nahi.n ra.ng-e-paan sii.n
nihaa.n minqaar-e-tuutii me.n shakar hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
vahii boltaa hai jo mai.n boltaa huu.n
agar vo hai bulbul to minqaar mai.n huu.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
vasf likkhe jo tire gore badan ke mai.n ne
ho ga.ii zaaG-e-qalam kii vahii.n minqaar safed
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
naGma dilkash hai dushman andaliib-e-zaar kaa
hai qafas me.n band honaa kholnaa minqaar kaa
Anwar Dehlvi
Ghazal
ra.ng u.D jaa.e jo minqaar-e-anaa dil chhuu le
hai garaa.n gul ko lab-e-mauj-e-sabaa kaa bosa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
sadma pahu.nchaa kisii gul ko ki chaman me.n bulbul
KHuu.n me.n Duubii hu.ii minqaar liye phirtii hai
Imdad Imam Asar
Ghazal
sivaa-e-shukr shikaayat agar kabhii kii ho
ilaahii qat.a ho minqaar se zabaa.n sayyaad
Rind Lakhnavi
Ghazal
bulbule.n us rashk-e-gul ke hijr me.n
nochtii hai.n apne par minqaar se
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
be-samt u.Daano.n se pashiimaa.n parinda
ab apnii hii minqaar se par kaaT rahaa hai
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
mujh ko bhii kaaTnii qafas apne kii tiiliyaa.n
yaa TuuTe yaa bache mirii minqaar ho so ho
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ab ke barsaat to ghar kar ke hii mismaar ga.ii
dar ko rokaa thaa thape.Do.n me.n ki diivaar ga.ii
Mahshar Badayuni
Ghazal
mai.n chhii.k chhii.k kar hu.aa biimaar dekhnaa
nisvaar-e-va.az dete ho miqdaar dekhnaa
Bulbul Kashmiri
Ghazal
minqaar se havaa ne likhii daastaan-e-hijr
yuu.n harf-e-mo'tabar ko bhii naa-mo'tabar kiyaa