SEARCH RESULTS
Showing search results for "misaalii"
Ghazal MATCHES FOR "misaalii"
Ghazal
ko.ii dil bhii nafrat se KHaalii nahii.n hai
KHudaa terii duniyaa misaalii nahii.n hai
Fauzia Mughal
Ghazal
mauzuu-e-suKHan himmat-e-aalii hii rahegii
jo tarz nikaaluu.ngaa misaalii hii rahegii
Zeb Ghauri
Ghazal
be-misaalii ke hai.n ye rang jo baa-vasf-e-hijaab
be-naqaabii pe tiraa jalva-e-yaktaa kyaa ho
Hasrat Mohani
Ghazal
na ham me.n aql-o-faraasat na hikmat-o-tadbiir
magar hai zo.am ki jam.iyyat-e-misaalii hai.n
Mohsin Ehsan
Ghazal
Gaar se sang haTaayaa to vo KHaalii niklaa
kisii qaidii kaa na kirdaar misaalii niklaa
Iqbal Sajid
Ghazal
jin ke dhoke the misaalii jin kii baate.n neshtar
sirf ham mohsin the un ke duusraa ko.ii na thaa
Noor Jahan Sarwat
Ghazal
hamaaraa naam naamo.n se alag likkhegii duniyaa
ki ham terii mohabbat me.n misaalii ho chuke hai.n
Yunus Tahseen
Ghazal
Gaar se sang haTaayaa to vo KHaalii niklaa
kisii qaidii kaa na kirdaar misaalii niklaa
Iqbal Sajid
Ghazal
sadaa ye sochtaa huu.n us kaa faiz kyaa likkhuu.n
ki meraa dost bhii aur aadmii misaalii hai
Tajdar Adil
Ghazal
vo jis kii aaj bhii 'ruKHsaar' guu.nj baaqii hai
misaalii shahr me.n vo KHaandaan kis kaa thaa
Rukhsana amrohvii
Ghazal
us ko lafzo.n me.n utaaruu.n to varaq huu.n raushan
us kii tasviir banaa luu.n to misaalii hogii
Parkash Fikri
Ghazal
ik Gazal to mire haatho.n se misaalii ho jaa.e
kaash ke tuu miraa mahbuub-e-KHayaalii ho jaa.e
Azhar Bakhsh Azhar
Ghazal
apne dukh se bhii sivaa jin ko dikhe Gair kaa dukh
Dhuu.nD kar laa.e ko.ii aisii misaalii aa.nkhe.n
Yasir Rampuri
Ghazal
tajdiid-e-misaalii me.n hai tafriid-e-mujarrad
tauhiid hai ye aur hai.n be-sarfa KHayaalaat
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
ye maanaa ki rahbar nahii.n hai misaalii
magar apne siine me.n dam hai to kyaa Gam