SEARCH RESULTS
Showing search results for "misaalii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "misaalii"
Nazm
yaad-e-aligarh
vo timsaal-e-siimii.n vo husn-misaalii
shaguufo.n me.n khelii gulaabo.n me.n paalii
Aabidullah Ghazi
Ghazal
ko.ii dil bhii nafrat se KHaalii nahii.n hai
KHudaa terii duniyaa misaalii nahii.n hai
Fauzia Mughal
PAGE MATCHES FOR "misaalii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "misaalii"
Mazahiya
na ham me.n aql-o-faraasat na hikmat-o-tadbiir
magar hai zo.am ki jam.iyyat-e-misaalii hai.n
Mohsin Ehsan
Sher
kaT gayaa jism magar saa.e to mahfuuz rahe
meraa shiiraaza bikhar kar bhii misaalii niklaa
Iqbal Sajid
Nazm
mera watan
jahaa.n sub.h-e-banaras hai misaalii
avadh kii shaam hai shaam-e-divaalii
Rahbar Jaunpuri
Ghazal
Gaar se sang haTaayaa to vo KHaalii niklaa
kisii qaidii kaa na kirdaar misaalii niklaa
Iqbal Sajid
Ghazal
jin ke dhoke the misaalii jin kii baate.n neshtar
sirf ham mohsin the un ke duusraa ko.ii na thaa
Noor Jahan Sarwat
Sher
nau-javaano.n kaa qabiila us ke piichhe chal pa.Daa
jurm kar ke bhaagne vaalaa misaalii ho gayaa
Ahmad Shanas
Ghazal
Gaar se sang haTaayaa to vo KHaalii niklaa
kisii qaidii kaa na kirdaar misaalii niklaa
Iqbal Sajid
Ghazal
sadaa ye sochtaa huu.n us kaa faiz kyaa likkhuu.n
ki meraa dost bhii aur aadmii misaalii hai