SEARCH RESULTS
Showing search results for "mitaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "mitaa.e"
Ghazal
ab tak mirii yaado.n se miTaa.e nahii.n miTtaa
bhiigii hu.ii ik shaam kaa manzar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
miTte hu.o.n ko dekh ke kyuu.n ro na de.n 'majaaz'
aaKHir kisii ke ham bhii miTaa.e hu.e to hai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
niyaaz o naaz ke jhag.De miTaa.e jaate hai.n
ham un me.n aur vo ham me.n samaa.e jaate hai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
yahii achchhaa hai jo is tarah miTaa.e ko.ii
aap bhii phir mujhe Dhuu.nDe to na paa.e ko.ii
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
merii taKHliiq ko aavaaz banaa do 'maaham'
merii tahriir kii KHaamoshii miTaa.e jaa.o
Maaham Shah
Ghazal
usii ko raah dikhaataa huu.n jo miTaa.e mujhe
mai.n huu.n to nuur magar chashm-e-naqsh-e-paa ke liye
Hafeez Jalandhari
Ghazal
kyuu.n naqsh liye chashm-e-tasavvur me.n phiro ho
ho jaa.e ye gahraa to miTaa.e na miTe hai
Asra Rizvi
Ghazal
sataa.e jaa.o nahii.n ko.ii puuchhne vaalaa
miTaa.e jaa.o kisii ko KHabar nahii.n hotii
Qamar Jalalvi
Ghazal
jo naqsh ubhaare the miTaa.e bhii hai.n us ne
darpesh phir ik chaak hai is chaak se aage
Rafi Raza
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
rulaayaa harish-chandr ko ban ke saadhuu
miTaa.e hai.n shaah-e-zamaa.n kaise kaise
Prem Rangpuri
Ghazal
Gyanendra Vikram
Ghazal
tevar yahii kahte the ki ye naam hai meraa
likh kar ka.ii harf us ne miTaa.e mire aage
Dagh Dehlvi
Ghazal
roz chuulhe me.n jalaataa hai jo KHud-daarii ko
bhuuk phir us kii miTaa.e kaise us kii roTii