SEARCH RESULTS
Showing search results for "mitaa.e"
Nazm MATCHES FOR "mitaa.e"
Nazm
KHun phir KHun hai
KHuun phir KHuun hai sau shakl badal saktaa hai
aisii shakle.n ki miTaa.o to miTaa.e na bane
Sahir Ludhianvi
Nazm
kis se mohabbat hai
mire chehre pe jab bhii fikr ke aasaar paa.e hai.n
mujhe taskiin dii hai mere andeshe miTaa.e hai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
bhaarat ke saputon se KHitab
tan-man miTaa.e jaa.o tum naam-e-qaumiyat par
raah-e-vatan me.n apnii jaane.n la.Daa.e jaa.o
Lal Chand Falak
Nazm
musafir
mohabbat ke naqshe tamannaa ke KHaake
banaa.e chalaa jaa miTaa.e chalaa jaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
bewa ki fariyaad
ghaTaa uThii to hai magar papiihaa aaj gaay kyaa
ta.Dap mirii miTaa.e kyaa lagii mirii bujhaa.e kyaa
Arsh Malsiyani
Nazm
sarojini-naidu
banaa banaa ke miTaa.e ga.e nuquush-e-amal
tire baGair mukammal na ho sakii tasviir
Kaifi Azmi
Nazm
firqa-parasti ka challenge
taaqat ho kisii me.n to miTaa.e mirii hastii
Daa.in hai miraa naam laqab firqa-parastii
Nazeer Banarasi
Nazm
hum log
dardmandii kii KHaraashe.n jo miTaa.e na miTe.n
apne aise ka.ii aashufta-jigar aur bhii hai.n
Mustafa Zaidi
Nazm
holi
bahaaro.n se daaman sajaa.e hu.e hai
nishaa.n ranj-o-Gam kaa miTaa.e hu.e hai
Jafar Malihabadi
Nazm
tarana-e-urdu
ham to har ik zabaa.n ko dete hai.n pyaar apnaa
phir kis liye miTaa.e ko.ii zabaa.n hamaarii
Ejaz Siddiqi
Nazm
be-KHabar log
ki kitne puraane miTaa.e ga.e hai.n
suno vaqt shab-KHuun jab maartaa hai
Sayyad Hasan Nasir
Nazm
marne ka KHauf
miTaa.e to kaise
rago.n ke dariicho.n se lipTii fasiilo.n ko rezo.n kii suurat
Saadat Saeed
Nazm
jadu ki Dibiya
ye mashriq ko maGrib se pal me.n milaa.e
bas ik aan me.n duuriyo.n ko miTaa.e
Ghazanfar
Nazm
aaj aur kal
aane vaalii kal kab aa kar aaj kii bhuuk miTaa.e
aane vaalii kal pe bharosa