SEARCH RESULTS
Showing search results for "mo'tarif"
Ghazal MATCHES FOR "mo'tarif"
Ghazal
patthar na pa.De.n gar sar-e-baazaar to kahnaa
tuu motarif-e-husn-e-sanam hai to mujhe kyaa
Qateel Shifai
Ghazal
ko.ii ai 'KHumaar' un ko mire sher nazr kar de
jo muKHaalifiin muKHlis nahii.n mo'tarif Gazal ke
Khumar Barabankavi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
ahbaab kaa karam hai agar nukta-chii.n na ho.n
varna ham aap mo'tarif apnii KHataa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
pahle pahle mai.n bhii thaa amn o amaa.n kaa mo'tarif
aur phir aisaa hu.aa nezo.n pe sar achchhe lage
Asad Badayuni
Ghazal
hazrat-e-'akbar' ke istiqlaal kaa huu.n mo'tarif
ta-ba-marg us par rahe qaa.im jo dil me.n Thaan lii
Akbar Allahabadi
Ghazal
Jafar Shirazi
Ghazal
vo jis kii paak u.Daano.n ke mo'tarif the sab
jale hu.e vahii shahpar hayaa ke rakkhe the
Zafar Moradabadi
Ghazal
har shaKHs mo'tarif ki muhibb-e-vatan huu.n mai.n
phir 'adliya ne kyuu.n sar-e-maqtal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
muKHtaar huu.n ki mo'tarif-e-jabr-e-dost huu.n
majbuur huu.n ki ye bhii ko.ii iKHtiyaar hai
Fani Badayuni
Ghazal
ho gayaa dushman bhii mere hausle kaa mo'tarif
mujh ko dariyaa-e-havaadis kaa shanaavar kah diyaa
Laiq Aajiz
Ghazal
mai.n mo'tarif huu.n bahar-haal us kii chaahat kaa
jo tark-e-duniyaa kiye jaa rahaa hai mere liye
Khan Rizwan
Ghazal
rakhtaa hai ik saliiqa-e-iz.haar muKHtalif
sab mo'tarif 'KHaliil' kii tarz-e-adaa ke hai.n
Anwar Khalil
Ghazal
jo mo'tariz the hu.e vo bhii mo'tarif us ke
har ek daur me.n jaaduu-numaa rahii hai Gazal
Obaidur Rahman
Ghazal
mai.n mo'tarif-e-jurm huu.n jo chaaho sazaa do
ilzaam-e-tamannaa ko.ii ilzaam nahii.n hai