SEARCH RESULTS
Showing search results for "mobile"
Ghazal MATCHES FOR "mobile"
Ghazal
mobile par app lagaa.o kaam chalaa.o
kaun puraane shahar kaa naqsha Dhuu.nD rahaa hai
Idris Babar
Ghazal
chaar din hone ko aa.e kaal ik aayaa nahii.n
chuppii mobile kii ab bechainiyo.n me.n aa ga.ii
Gautam Rajrishi
Ghazal
achchhii miss hai ko.ii miss call na message ko.ii
apnii sim le le mobile mujhe vaapas kar de
Syed Salman Gilani
Ghazal
rakhte hai.n mobile me.n mohabbat kii nishaanii
ab phuul kitaabo.n me.n chhupaayaa nahii.n karte
Mehrbaan Amrohvi
Ghazal
jaanaa.n tumhaarii photo mobile me.n hai magar
be-chainiyo.n kaa us se izaala nahii.n hu.aa
Kashif Shakeel
Ghazal
Shabbeer Ehram
Ghazal
ye daur daur-e-mobile hai ab yahaa.n insaa.n
tamaasha dekhtaa hai aasraa nahii.n detaa
Mehrbaan Amrohvi
Ghazal
Ajay Agyat
Ghazal
ek bajaa hai raat kaa ab to sone do
mobile bhii garm hai ThanDaa hone do
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
Saarik Khan Saarik
Ghazal
pahle tum is mobile ko be-raabta karo
kam-zarf hai na jaane ye kab bolne lage
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
kahne ko kamre me.n saare yakjaa baiThe hai.n
apne apne mobile par tanhaa baiThe hai.n
Akhilesh Tiwari
Ghazal
kab talak aa.nkhe.n khule.ngii mirii mobile se
bhiigii zulfo.n se vo mujh ko to jagaane aa.e
Amir Masood
Ghazal
ek number jo mobile me.n pa.Daa hai kab se
us pe ab call lagaate hu.e Dar lagtaa hai
Shahzan Khan Shahzan
Ghazal
ye daur chal rahaa hai mobile kaa is tarah
mardo.n se baat ho ga.ii aasaan aaj-kal