SEARCH RESULTS
Showing search results for "mobile"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mobile"
Nazm
online aashiq
ye mobile kisii aashiq ne banaayaa hogaa
us ko mahbuub ke abbaa ne sataayaa hogaa
Khalid Irfan
Ghazal
mobile par app lagaa.o kaam chalaa.o
kaun puraane shahr kaa naqsha Dhuu.nD rahaa hai
Idris Babar
Ghazal
chaar din hone ko aa.e kaal ik aayaa nahii.n
chuppii mobile kii ab bechainiyo.n me.n aa ga.ii
Gautam Rajrishi
Mazahiya
maayuus na huu.n aashiq mil jaa.egii maashuuqa
bas itnii sii zahmat hai mobile uThaanaa hai
Saghar Khayyami
Ghazal
achchhii miss hai ko.ii miss call na message ko.ii
apnii sim le le mobile mujhe vaapas kar de
Syed Salman Gilani
PAGE MATCHES FOR "mobile"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mobile"
Nazm
karachi ka mawasalati mushaira
pahle ye hukm thaa ki dalaa.el se sher pa.Dh
aur ab ye kah rahe hai.n mobile se sher pa.Dh
Khalid Irfan
Ghazal
rakhte hai.n mobile me.n mohabbat kii nishaanii
ab phuul kitaabo.n me.n chhupaayaa nahii.n karte
Mehrbaan Amrohvi
Ghazal
jaanaa.n tumhaarii photo mobile me.n hai magar
be-chainiyo.n kaa us se izaala nahii.n hu.aa
Kashif Shakeel
Ghazal
Shabbeer Ehram
Ghazal
ye daur daur-e-mobile hai ab yahaa.n insaa.n
tamaasha dekhtaa hai aasraa nahii.n detaa
Mehrbaan Amrohvi
Ghazal
Ajay Agyat
Ghazal
ek bajaa hai raat kaa ab to sone do
mobile bhii garm hai ThanDaa hone do




