SEARCH RESULTS
Showing search results for "morche"
Ghazal MATCHES FOR "morche"
Ghazal
morche kholtaa rahtaa huu.n samundar ke KHilaaf
jis ko miTnaa hai vo aa.e miraa saahil ho jaa.e
Nomaan Shauque
Ghazal
KHat kaa na dhyaan ulfat-e-abruu me.n chaahiye
nuqsaan morche se hai shamshiir ke liye
Alamgir Khan Kaif
Ghazal
Dhaltii na thii kisii bhii jatan se shab-e-firaaq
ai marg-e-naa-gahaa.n tiraa aanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
duur tak ko.ii sitaara hai na ko.ii jugnuu
marg-e-ummiid ke aasaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
marg-e-'jigar' pe kyuu.n tirii aa.nkhe.n hai.n ashk-rez
ik saaneha sahii magar itnaa aham nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
phir charaaG-e-laala se raushan hu.e koh o daman
mujh ko phir naGmo.n pe uksaane lagaa murG-e-chaman
Allama Iqbal
Ghazal
siina raushan ho to hai soz-e-suKHan ain-e-hayaat
ho na raushan to suKHan marg-e-davaam ai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Dar naala-haa-e-zaar se mere KHudaa ko maan
aaKHir navaa-e-murG-e-giraftaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
qatl-e-husain asl me.n marg-e-yaziid hai
islaam zinda hotaa hai har karbalaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Adil Mansuri
Ghazal
jo hayaat-e-jaavidaa.n hai jo hai marg-e-naa-gahaa.n
aaj kuchh us naaz us andaaz kii baate.n karo