SEARCH RESULTS
Showing search results for "morche"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "morche"
Sher
kaaGazo.n par muflisii ke morche sar ho ga.e
aur kahne ke liye haalaat behtar ho ga.e
Manish Shukla
Ghazal
morche kholtaa rahtaa huu.n samundar ke KHilaaf
jis ko miTnaa hai vo aa.e miraa saahil ho jaa.e
Nomaan Shauque
Translated Poetry
pyaar yaa'nii bosa-baazii bhii karte ho khul kar
morche nikaalte ho naa're lagaate ho magar
Mangesh Padgaonkar
PAGE MATCHES FOR "morche"
MORE MATCHES FOR "morche"
Nazm
Trip
tamaam shiryaano.n ke dar khol detaa hai
mudaafa.at ke liye banaa.e ga.e tamaam morche
Saeeduddin
Ghazal
KHat kaa na dhyaan ulfat-e-abruu me.n chaahiye
nuqsaan morche se hai shamshiir ke liye
Alamgir Khan Kaif
Nazm
KHwab-e-jamhur
galii galii me.n mohabbat kii boliyaa.n ho.ngii
har ek mo.D pe chaahat ke morche ho.nge
Sughra Alam
Nazm
shikwa
mushkile.n ummat-e-marhuum kii aasaa.n kar de
mor-e-be-maaya ko ham-dosh-e-sulaimaa.n kar de
Allama Iqbal
Ghazal
Dhaltii na thii kisii bhii jatan se shab-e-firaaq
ai marg-e-naa-gahaa.n tiraa aanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
duur tak ko.ii sitaara hai na ko.ii jugnuu
marg-e-ummiid ke aasaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
marg-e-'jigar' pe kyuu.n tirii aa.nkhe.n hai.n ashk-rez
ik saaneha sahii magar itnaa aham nahii.n

