SEARCH RESULTS
Showing search results for "muhaajir"
Ghazal MATCHES FOR "muhaajir"
Ghazal
ghar basaa kar bhii musaafir ke musaafir Thahre
log darvaazo.n se nikle ki muhaajir Thahre
Qaisarul Jafri
Ghazal
hamii.n KHudaa ke sipaahii hamii.n muhaajir bhii
the haq-shanaas to phir rahnumaa hamii.n Thahre
Faragh Rohvi
Ghazal
muddato.n baa'd muhaajir kii tarah aa.e hai.n
ruuTh jaa.e na kha.nDar aa.o miyaa.n dekh aa.e.n
Qaisarul Jafri
Ghazal
Jami Rudaulvi
Ghazal
zindagii un kii bhii hai ek muhaajir kii tarah
ashk bechaare kahaa.n lauT ke ghar jaate hai.n
Zeeshan Niyazi
Ghazal
Devesh Dixit Dev
Ghazal
vo muhaajir thaa muhaajir kaa muhaajir hii rahaa
kab tire shahr me.n tadbiir guzaare kii hu.ii
Khursheed Akbar
Ghazal
Mujahid Faraaz
Ghazal
tumhaarii chaa.nd sii tasviir ke tasavvur me.n
hame.n pataa hai musavvir kahaa.n kahaa.n bhaTke
Anubhav Gupta
Ghazal
hasrate.n rotii rahe.n dil me.n mujaavir kii tarah
dil magar chup hii rahaa lauh-e-maqaabir kii tarah
Musavvir Sabzwari
Ghazal
vo aaj tak hai muhaajir ke naam se badnaam
jo shaKHs taish me.n hindostaan chho.D gayaa
Khwaja Saeeduddin Nawab
Ghazal
dard teraa mire siine se nikaalaa na gayaa
ik muhaajir ko madiine se nikaalaa na gayaa