SEARCH RESULTS
Showing search results for "mujassama"
Ghazal MATCHES FOR "mujassama"
Ghazal
kisii aur dhaj se banaate teraa mujassama
kabhii ham jo ain-shabaab me.n tujhe dekhte
Tariq Naeem
Ghazal
kiyaa gayaa thaa kabhii mujh ko sa.ngsaar jahaa.n
vahii.n lagaayaa gayaa hai mujassama meraa
Muzaffar Warsi
Ghazal
mire qariib se guzraa nahii.n hai sa.ng-taraash
mujassama huu.n mai.n ab tak magar chaTaan me.n huu.n
Adeem Hashmi
Ghazal
na yaad aayaa na bhuulaa vo saaneha mujh ko
banaa gayaa jo ik aisaa mujassama mujh ko
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
aisaa mujassama thaa vo KHush-pairahan ki bas
na.nge Gariib bachche vahii.n par Thahar ga.e
Khalid Mubashshir
Ghazal
ye log sirf mirii zindagii ke dushman hai.n
mujassama ye banaa.e.nge shaandaar miraa
Azhar Inayati
Ghazal
bas ek baar milaa thaa mujhe kahii.n 'aazar'
banaa gayaa vo mujhii ko mujassama meraa
Faryad Aazar
Ghazal
sanam taraash gursana hai in dino.n shaayad
ki har mujassama laaGar dikhaa.ii detaa hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
dar par nigaah haath garebaa.n pe dam-ba-KHud
mai.n ik mujassama huu.n tire intizaar kaa
Jauhar Zahiri
Ghazal
hai.n merii KHvaahishaat talabgaar jism kii
tuu hai mujassama to ko.ii but-parast dekh
Nazeer Akhtar
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
bikhar chukaa huu.n mai.n ab mujh ko mujtam.a kar le
tuu ab sameT bhii apnii kisii sadaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
nigaah Daal dii jis par hasiin aa.nkho.n ne
use bhii husn-e-mujassam banaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
huzuur aariz-o-ruKHsaar kyaa tamaam badan
mirii suno to mujassam gulaab ho jaa.e
Dushyant Kumar
Ghazal
ejaaz-e-iisvii se nahii.n bahas ishq me.n
terii hii baat jaan mujassam bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai-kada thaa chaa.ndnii thii mai.n na thaa
ik mujassam be-KHudii thii mai.n na thaa