SEARCH RESULTS
Showing search results for "mujhse"
Ghazal MATCHES FOR "mujhse"
Ghazal
milne kii tarah mujh se vo pal bhar nahii.n miltaa
dil us se milaa jis se muqaddar nahii.n miltaa
Naseer Turabi
Ghazal
log kahte hai.n ki tuu ab bhii KHafaa hai mujh se
terii aa.nkho.n ne to kuchh aur kahaa hai mujh se
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
baat ko.ii umiid kii mujh se nahii.n kahii ga.ii
so mire KHvaab bhii ga.e so merii nii.nd bhii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
mujh se bantaa hu.aa tuu tujh ko banaataa hu.aa mai.n
giit hotaa hu.aa tuu giit sunaataa hu.aa mai.n
Ammar Iqbal
Ghazal
jo chaahtii duniyaa hai vo mujh se nahii.n hogaa
samjhautaa ko.ii KHvaab ke badle nahii.n hogaa
Shahryar
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
bichha.D ke mujh se ye mashGala iKHtiyaar karnaa
havaa se Darnaa bujhe charaaGo.n se pyaar karnaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
kabhii sahar to kabhii shaam le gayaa mujh se
tumhaaraa dard ka.ii kaam le gayaa mujh se
Farhat Abbas Shah
Ghazal
samajhtaa huu.n ki tuu mujh se judaa hai
shab-e-furqat mujhe kyaa ho gayaa hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mire KHudaa kisii suurat use milaa mujh se
mire vajuud kaa hissa na rakh judaa mujh se
Shahid Zaki
Ghazal
vo mujh se hu.e ham-kalaam allaah allaah
kahaa.n mai.n kahaa.n ye maqaam allaah allaah
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
ek bas tuu hii nahii.n mujh se KHafaa ho baiThaa
mai.n ne jo sang taraashaa thaa KHudaa ho baiThaa