SEARCH RESULTS
Showing search results for "mukhbirii"
Ghazal MATCHES FOR "mukhbirii"
Ghazal
vo jaan hii ga.e ki hame.n un se pyaar hai
aa.nkho.n kii muKHbirii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
ko.ii merii muKHbirii kartaa rahegaa aur phir
jurm kii taftiish karne be-KHabar aa jaa.egaa
Asim Wasti
Ghazal
gunaah-e-ishq rihaa hote hii kare.nge phir
gavaah ban.naa nahii.n muKHbirii nahii.n karnii
Swapnil Tiwari
Ghazal
Nazim Barelvi
Ghazal
sab KHizaa.n ke patto.n me.n gul-bahaar manzar hai
KHushbu.o.n ke aane kii muKHbirii nahii.n hotii
Manzar Naqvi
Ghazal
Afroz Alam
Ghazal
dosto.n ne muKHbirii kii thii mirii
is kahaanii me.n aduu shaamil nahii.n
Syed Konain Haider Kazmi
Ghazal
muKHbirii merii hu.ii chashm-e-zadan me.n kaisii
qasr-e-dil hii me.n saaraa thaa ki mismaar hu.aa
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
tuu 'arsh-o-farsh pe aa.nkhe.n Tikaa.e rahtaa hai
kahaa.n se terii tarah ko.ii muKHbirii jaane
Qurban Aatish
Ghazal
haziimate.n bhii mirii muKHbirii bhii merii thii
halaak hote hu.e paasbaa.n bhii mere the
Zubair Rizvi
Ghazal
ye bhii kyaa hai bhed meraa khol do tum baarhaa
yaar 'saurabh' ab to terii muKHbirii chubhne lagii
Saurabh Shekhar
Ghazal
dha.Dkane.n ba.Dhtii hai.n un ko dekh kar
dil se dil kii muKHbirii achchhii nahii.n