SEARCH RESULTS
Showing search results for "mukhtaar"
Ghazal MATCHES FOR "mukhtaar"
Ghazal
'qamar' mai.n huu.n muKHtaar tanziim-e-shab kaa
hai.n mere hii bas me.n a.ndhere ujaale
Qamar Jalalvi
Ghazal
mohabbat ik na ik din ye hunar tum ko sikhaa degii
baGaavat par utarnaa aur KHud-muKHtaar ho jaanaa
Munawwar Rana
Ghazal
KHudaa to maalik-o-muKHtaar hai kahii.n bhii rahe
kabhii bashar me.n kabhii jaanvar me.n rahtaa hai
Nida Fazli
Ghazal
hukm-e-murshid pe hii jii uThnaa hai mar jaanaa hai
ishq jis samt bhii le jaa.e udhar jaanaa hai
Rakib Mukhtar
Ghazal
haakim-e-vaqt hai tujh ghar me.n raqiib-e-bad-KHuu
dev muKHtaar hu.aa mulk-e-sulaimaan me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
mai.n kho gayaa thaa ko.ii shai talaash karte hu.e
paraa.e shahr me.n apne talaash karte hu.e
Rakib Mukhtar
Ghazal
din raat mujh pe karte ho kitne hasiin zulm
bilkul mirii pasand ke muKHtaar-e-kaar ho
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Mahshar Badayuni
Ghazal
jalse hii jalse hai.n jab se vo hu.e KHud-muKHtaar
ko.ii itnaa nahii.n kahtaa ki ye kyaa karte hai.n
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ajab nahii.n hai mu.aalij shifaa se mar jaa.e.n
mariiz zahr samajh kar davaa se mar jaa.e.n
Rakib Mukhtar
Ghazal
charaaG bujhne lage aur chhaa.ii taariikii
chukaa rahaa thaa mai.n qiimat havaa se yaarii kii
Rakib Mukhtar
Ghazal
hujra-e-chashm to auro.n ke liye band kiyaa
aap to maalik-o-muKHtaar hai.n aa.e.n jaa.e.n
Shahzad Nayyar
Ghazal
majbuur ham the aur vo muKHtaar thaa magar
dono.n ke beach dast du.aa kaa savaal thaa