SEARCH RESULTS
Showing search results for "mulzim"
Ghazal MATCHES FOR "mulzim"
Ghazal
sach jahaa.n paa-basta mulzim ke kaTahre me.n mile
us adaalat me.n sunegaa adl kii tafsiir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
nahii.n hai.n jurm-e-mohabbat me.n sab ke sab mulzim
KHataa mu.aaf KHataa-vaar dekhte jaa.o
Dagh Dehlvi
Ghazal
Amir Usmani
Ghazal
vo mere qatl kaa mulzim hai log kahte hai.n
vo chhuT sake to mujhe bhii gavaah likh liije
Bekal Utsahi
Ghazal
us ne merii hii rifaaqat ko banaayaa mulzim
mai.n agar bhii.D me.n thii vo bhii akelaa kab thaa
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
bajtaa hai galii-kuucho.n me.n naqqaara-e-ilzaam
mulzim ki KHamoshii kaa vafaadaar bahut hai
Zehra Nigaah
Ghazal
Sardar Panchhi
Ghazal
Mohammad Naim Jawed Naim
Ghazal
jab kha.De ho.nge ye sab fir.aun mulzim kii tarah
vo adaalat jo lagegii roz-e-mahshar dekhnaa
Murtaza Barlas
Ghazal
mai.n ho ke vafaadaar bhii mulzim huu.n jafaa kaa
phir merii vafaa.o.n ko bhulaa kyuu.n nahii.n dete
Kaukab Zaki
Ghazal
ilzaam kyaa hai ye bhii na jaanaa tamaam umr
mulzim tamaam umr havaalaat hii me.n thaa
Aziz Qaisi
Ghazal
mulzim kiyaa hai aah kisii ne mujhe ba-aks
aa.iina-ruu kaa apne mai.n jis se gila kiyaa
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
Gazal vahii hai jo qaarii kaa dil hilaa Daale
vakiil kyaa hai jo mulzim barii na kar paa.e
Hamza Yaqub
Ghazal
Zuhoor Nazar
Ghazal
mulzim ko bhii to miltaa hai kuchh bolne kaa haq
phir kyuu.n nahii.n bayaan hamaaraa likhaa gayaa
Shabnam Shakeel
Ghazal
adl ke liye mulzim kab se raah taktaa hai
kaun sii hai majbuurii munsifii ke daaman me.n