SEARCH RESULTS
Showing search results for "munfarid"
Ghazal MATCHES FOR "munfarid"
Ghazal
KHud Dhuu.nDh legaa tujh ko tiraa munfarid maqaam
raah-e-talab me.n naqsh-e-kaf-e-paa se bach ke chal
Shakeel Badayuni
Ghazal
bhii.D me.n gum ho ga.e ham apnii u.nglii chho.D kar
munfarid hone kii dhun me.n auro.n jaise ho ga.e
Azhar Faragh
Ghazal
saalhaa-saal aqiidat se khulaa rahtaa hai
munfarid raaho.n kaa aaGosh jiyaalo.n ke liye
Farigh Bukhari
Ghazal
Naz Khialvi
Ghazal
aabid umar
Ghazal
muKHtalif apnii kahaanii hai zamaane bhar se
munfarid ham Gam-e-haalaat liye phirte hai.n
Aitbar Sajid
Ghazal
lagii vo tujh sii to aalam me.n munfarid Thahrii
vagarna aam sii lagtii agar judaa lagtii
Ameer Imam
Ghazal
Sarfaraz Shahid
Ghazal
dil o nigaah me.n jhag.Daa bhii munfarid thaa magar
jo faisla hu.aa vo bhii ba.De kamaal kaa thaa
Inam-ul-Haq Javed
Ghazal
andaaz sirf teraa nahii.n munfarid 'hilaal'
saare suKHnavaro.n ke hai.n tevar alag alag
Hilal Badayuni
Ghazal
hai johd-e-munfarid sabab-e-kaarobaar-e-dahr
ik iztiraab-e-qatra hai dariyaa kahe.n jise
Tabish Dehlvi
Ghazal
KHud ko dariyaa me.n na qatro.n saa milaa.e rakhnaa
munfarid hone kaa ehsaas dilaa.e rakhnaa
Minu Bakshi
Ghazal
ko.ii Gazal yaa nazm ho yaa munfarid ash.aar ho.n
in ke sahaare qaid hai ik zindagii diivaan me.n
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
munfarid apne KHad-o-KHaal na KHaaka apnaa
vo jo aglo.n ne rakhaa naam liye phirte hai.n