SEARCH RESULTS
Showing search results for "munfarid"
Nazm MATCHES FOR "munfarid"
Nazm
faqat harf-e-tamanna kya hai
us kaa aaha.ng-e-suKHan munfarid lahn-e-kalaam
zamzame phuuTte the jis se shaguufo.n kii tarah
Aslam Ansari
Nazm
aawaz ke sae
bahut hii munfarid ho tum
nahii.n lagte tum is kurre ke baashinde
Qamar Jahan Naseer
Nazm
hum ko dekhe jo aankh wala ho
munfarid aur be-badal hai.n ham
haa.n miyaa.n intellectual hai.n ham
Mohammad Yusuf Papa
Nazm
taqayya
apne apne lahuu kii hurmat se munharif ho ke jiinaa siikhe.n
vo sab aqiide ki in gharaano.n me.n
Parveen Shakir
Nazm
teri hansi
ye ek sham.a jise sub.h kaa yaqiin nahii.n
jigar ke zaKHm-e-farozaa.n se munharif kyuu.n hai
Mustafa Zaidi
Nazm
urdu zaban
ham is ke zauq se hu.e afsos munharif
aazaadii kii tahriik kii urdu hii jaan hai
Habeeb Ahmad Anjum Datiavi
Nazm
meinopause
jise miraa dil qubuul karne se munharif thaa
magar haqiiqat kaa mo'tarif thaa
Ishrat Afreen
Nazm
thuka hua aadmi
zindagii ne mujhe lakiir par chalnaa sikhaayaa
mai.n ne munharif honaa siikh liyaa
Zahid Imroz
Nazm
hua hai dil ka taqaza
ye ek TuuTaa hu.aa dil ye diida-e-giryaa.n
ye munfa.il se iraade ye muzmahil iimaa.n
Naim Siddiqi
Nazm
aashna wirson ke nam KHat
mai.n apne chehre se munharif huu.n
ga.e zamaane ke raaste par
Akhtar Husain Jafri
Nazm
alamiya
ik jihaad-e-mustaqil ho yaa gurez-e-mustaqil
apnii naadaarii ke haatho.n aadmii hai munfa.il