SEARCH RESULTS
Showing search results for "munsifo"
Ghazal MATCHES FOR "munsifo"
Ghazal
munsifo ham ne a.ndhere ko a.ndheraa kah diyaa
ab hamaare qatl ke ahkaam bhii jaarii karo
Shayar Jamali
Ghazal
vo fard-e-jurm hii ai munsifo nahii.n merii
mujhe ye faisle jis par sunaa.e jaate hai.n
Mubeen Mirza
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
munsifo haath se ab dashna-o-KHanjar rakh do
kyaa buraa hai agar insaaf aduu detaa hai
Hasan Abidi
Ghazal
jhuk gayaa jin kaa taraazuu zaalimo.n ke saamne
kyaa duhaa.ii diijiye un munsifo.n ke saamne
Nasreen Syed
Ghazal
Naeem Akhtar Khadimi
Ghazal
kis liye mujh ko na suulii pe cha.Dhaayaa jaataa
munsifo.n ne ye mire sach kii sazaa rakkhii thii
Nazeer Baaqri
Ghazal
savaal kaun uThaa.egaa munsifo.n pe huzuur
barii hu.e sabhii mujrim gavaah qaid me.n hai
Komal Joya
Ghazal
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
ik taraf zulm kaa baazaar sajaa rahtaa hai
ik taraf munsif-o-miizaan pa.De rahte hai.n
Azhar Kamal Khan
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
jab munsif-o-qaatil me.n kuchh farq nahii.n baaqii
phir kaun adaalat kii zanjiir hilaa.egaa
Irfan Shah Noori
Ghazal
dab ga.ii hai ruu-ba-ruu qaazii kii chiiKHo.n kii sadaa
rahzano.n ko munsifo.n kaa aasraa hai aaj-kal
Uroosa Jilani
Ghazal
Tahir Tilhari
Ghazal
munsif-e-shahr kii vahdat pe na harf aa jaa.e
log kahte hai.n ki arbaab-e-jafaa aur bhii hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mulk me.n adl-e-jahaa.ngiirii nahii.n
munsifo.n me.n hai yahii charchaa bahut