SEARCH RESULTS
Showing search results for "munsifo"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "munsifo"
Ghazal
munsifo ham ne a.ndhere ko a.ndheraa kah diyaa
ab hamaare qatl ke ahkaam bhii jaarii karo
Shayar Jamali
Ghazal
vo fard-e-jurm hii ai munsifo nahii.n merii
mujhe ye faisle jis par sunaa.e jaate hai.n
Mubeen Mirza
Ghazal
munsifo haath se ab dashna-o-KHanjar rakh do
kyaa buraa hai agar insaaf aduu detaa hai
Hasan Abidi
Ghazal
ik taraf zulm kaa baazaar sajaa rahtaa hai
ik taraf munsif-o-miizaan pa.De rahte hai.n
Azhar Kamal Khan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "munsifo"
Ghazal
jab munsif-o-qaatil me.n kuchh farq nahii.n baaqii
phir kaun adaalat kii zanjiir hilaa.egaa
Irfan Shah Noori
Ghazal
tujh ko agar yaqii.n hai ye munsif-o-haq-nigar hai vo
shikva-e-jaur ham-nafas shauq se baar baar kar
Ghazal
Naim Khadimi
Ghazal
Saleem Kausar
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bane hai.n ahl-e-havas mudda.ii bhii munsif bhii
kise vakiil kare.n kis se munsifii chaahe.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
usii kaa shahr vahii mudda.ii vahii munsif
hame.n yaqii.n thaa hamaaraa qusuur niklegaa

