SEARCH RESULTS
Showing search results for "muqaable"
Ghazal MATCHES FOR "muqaable"
Ghazal
tujh se muqaable kii kise taab hai vale
meraa lahuu bhii KHuub hai terii hinaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
dushman ko mai.n ne pyaar se raazii kiyaa 'shu.uur'
us ke muqaable ke liye tan nahii.n gayaa
Anwar Shuoor
Ghazal
muqaable pe kamar-basta ham nahii.n hote
agar shikast kaa KHatra zaraa bhii hotaa hai
Anwar Shuoor
Ghazal
muqaable to Galat-fahmiyaa.n ba.Dhaate hai.n
ye valvale to Galat-fahmiyaa.n ba.Dhaate hai.n
Muzaffar Razmi
Ghazal
na rahtii yuusuf-e-kan.aa.n kii garmii-e-baazaar
muqaable me.n jo ham tujh ko ruu-ba-ruu karte
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
muqaable ke na ham dushmanii ke qaabil hai.n
zahiin log hai.n bas aashiqii ke qaabil hai.n
Sabahat Urooj
Ghazal
hazaar tarah ke afkaar dil ko rau.nd rahe hai.n
muqaable me.n tire ranj-e-rozgaar hai aa jaa
Jameeluddin Aali
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
muqaable ke liye log aur bhii hai.n magar
muqaabla vo atul-'ajnabii' se kartaa hai
Atul Ajnabi
Ghazal
muqaable kii jo taaqat thii vo ubhar to sakii
KHudaa kaa shukr hai kashtii ko naaKHudaa na milaa
Darshan Singh
Ghazal
is zindagii kii ja.ng me.n har ik mahaaz par
mere muqaable me.n mirii zaat DaT ga.ii
Sibt Ali Saba
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
insaa.n kii qadr kyaa hai jo ho tere ruu-ba-ruu
tere muqaable me.n parii-zaad bhii nahii.n
Bahram ji
Ghazal
thii saKHt teG-e-iKHraaj us ke muqaable par
'ehsaas' jaisaa suufii ahl-e-shumuul laa.e
Farhat Ehsas
Ghazal
mujhe duusro.n ke muqaable kiyaa mustarad
magar in dino.n vo javaan thaa so nahii.n rahaa