SEARCH RESULTS
Showing search results for "muqaddam"
Ghazal MATCHES FOR "muqaddam"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
KHair muqaddam ke liye ba.Dhne lagii.n merii taraf
manzile.n apne saro.n par raasta o.Dhe hu.e
Sharib Mauranwi
Ghazal
mai.n ne tujh par tire hijraa.n ko muqaddam jaanaa
terii jaanib se kisii ranj kii hasrat hai mujhe
Anjum Saleemi
Ghazal
ishq se phir silsila jumbaanii-e-Gam kiijiye
zindagii par maut ko pahle muqaddam kiijiye
Bismil Saeedi
Ghazal
lafz kii hurmat muqaddam hai dil-o-jaa.n se mujhe
sach ta'aaruf hai mire har sher har tahriir kaa
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
ham anaa-KHvaar anaa-daar anaa vaale hai.n
ham mohabbat ko muqaddam nahii.n karne vaale
Zoya Shaikh
Ghazal
agar itnii muqaddam thii zaruurat raushnii kii
to phir saa.e se apne pyaar karnaa chaahiye thaa
Yasmeen Hameed
Ghazal
Rafeeq Anjum
Ghazal
agarche ham ko muqaddam hai raah-e-KHidmat-e-KHalq
jo baaz aa.e to apne ta.ii.n bhii rahte hai.n
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
KHuluus-e-sajda har ik haal me.n muqaddam hai
vahii.n pe dil bhii jhukaa de jahaa.n jabii.n KHam hai
Sharib Lakhnavi
Ghazal
Nasir Maroof
Ghazal
mai.n kartaa shukr-e-muqaddam me.n fidaa jaa.n
farishta maut kaa aayaa to hotaa
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
vo hukm ki hai aql-o-aqiide pe muqaddam
chhuTne hii nahii.n detaa muqaddar kaa a.ndheraa
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
aaGaaz me.n hastii kii ajal aa ga.ii ai dil
jo chiiz mu.aKHKHar thii muqaddam nazar aa.ii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
abhii banaane hai.n aa.iin daar-o-zondaa.n ke
ye farz ham pe muqaddam hai tum na saath chalo
Jaleel Allahabadi
Ghazal
maut kaa aanaa muqaddam hai bashar ke vaaste
aur mai.n kuchh kah nahii.n saktaa tirii taaKHiir ko