SEARCH RESULTS
Showing search results for "muqallid"
Ghazal MATCHES FOR "muqallid"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ik boriye ke taKHt pe auqaat basar kii
zaahid bhii muqallid rahaa sajjaada-nashii.n kaa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
KHuubaan-e-rozgaar muqallid tire hai.n sab
jo chiiz tuu kare so vo paave rivaaj aaj
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
mai.n ne logo.n ko bhii mausam kaa muqallid paayaa
baat hotii hii nahii.n haath badal jaate hai.n
M. Usman Shakir
Ghazal
hame.n bhii apnaa muqallid shumaar kar 'Gaalib'
ki ham bhii rashk se tere hunar ko dekhte hai.n
Irfan Sattar
Ghazal
ham nahii.n kahte muqallid hai.n tire
tere dar ke kalb-e-qillaadii hai.n ham
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Kanwal Feroz
Ghazal
shohra hai 'sabaa' ab to apnii bhii fasaahat kaa
'aatish' ke muqallid hai.n sohbaa.n kise kahte hai.n
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Sehr Ishqabadi
Ghazal
KHudaa.ii kii qudarat KHudii se hai 'markaz'
muqallid hai.n jab tak asiirii rahegii
Yasin Ali Khan Markaz
Ghazal
aqiidat fikr ko taqliid par majbuur kartii hai
muqallid dil banaa detaa hai kitne aql vaalo.n ko
Hidayatullah
Ghazal
ham muqallid hai.n tire hai hame.n marGuub jamaal
aur vo log samajhte hai.n ki ham bhaTke hai.n
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
jis ko dekhaa kisii murde kaa muqallid dekhaa
apnii ho jaa.e har ik shaKHs kii raa.e to bane
Akhtar Saeed
Ghazal
kisii kii nazar kaar-farmaa thii mujh me.n
muqallid rahaa huu.n muhaqqiq nahii.n thaa