SEARCH RESULTS
Showing search results for "muqir"
Ghazal MATCHES FOR "muqir"
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
hamaarii chorii jo saabit hu.ii daliil bhii kuchh
muqir nahii.n ko.ii shaahid nahii.n gavaah nahii.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
husn yaktaa-e-do-aalam hai tiraa hii ai dost
terii vahdat ke muqir kaafir-o-dii.n-daar hai.n sab
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
go ishq ke tumhaare ushshaaq ab muqir hai.n
avval zabaa.n pe jis kii iqraar thaa so mai.n thaa
Meer Soz
Ghazal
mashvara rahmat se kar ai adl-e-haq
kyaa sazaa jo ho KHataa kaa KHud muqir
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
rahaa na dil me.n vo bedard aur dard rahaa
muqiim kaun hu.aa hai maqaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ham nahii.n vo jo kare.n KHuun kaa da.avaa tujh par
balki puuchhegaa KHudaa bhii to mukar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
nihaal sabz rang me.n jamaal jis kaa hai 'muniir'
kisii qadiim KHvaab ke muhaal me.n milaa mujhe
Muneer Niyazi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
yuu.n hai ki ta.aaqub me.n hai aasaa.ish-e-duniyaa
yuu.n hai ki mohabbat se mukar jaa.e.nge ik din
Saqi Faruqi
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
aadat hii banaa lii hai tum ne to 'muniir' apnii
jis shahr me.n bhii rahnaa uktaa.e hu.e rahnaa
Muneer Niyazi
Ghazal
'muniir' dasht shuruu.a se saraab-aasaa thaa
is aa.ine ko tamannaa kii aab kyaa dete