SEARCH RESULTS
Showing search results for "muraasile"
Ghazal MATCHES FOR "muraasile"
Ghazal
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahisht
makii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
agar hai ko.ii shikaayat to mil ke baat karo
muraasile to Galat-fahmiyaa.n ba.Dhaate hai.n
Muzaffar Razmi
Ghazal
muqaabil-e-saf-e-a.adaa jise kiyaa aaGaaz
vo ja.ng apne hii dil me.n tamaam hotii rahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
qismat ke pho.Dne ko ko.ii aur dar na thaa
qaasid makaan-e-Gair ke kyuu.n muttasil gayaa
Muztar Khairabadi
Ghazal
vo jo bikhre bikhre se log the mire rog the
vo jo muttasil dar-o-baam the mujhe khaa ga.e
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
havaa se aag se paanii se muttasil rah kar
inhii.n se apnii tabaahii kaa Dar bhii rakhnaa hai
Fatima Hasan
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Altaf Hussain Hali
Ghazal
sham-e-taraf jalaane se pahle hii dekh lo
ye dasht-e-naa-muraadii-e-dil kaa diyaa na ho
Musavvir Sabzwari
Ghazal
dekh apne dar-e-gosh ko 'aariz se muttasil
dekhaa na ho sitaara jo sub.h-e-bahaar kaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ye zindagaanii kisii kii yaado.n se muttasil hai
so us ke jaane pe dil miraa mujh se mushta.il hai
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
dar-e-kariim se aatii hai muttasil ye sadaa
vo kyuu.n na paa.e jise ham umiid-vaar kare.n
Rind Lakhnavi
Ghazal
muttasil rote hii rahiye to bujhe aatish-e-dil
ek do aa.nsuu to aur aag lagaa jaate hai.n