SEARCH RESULTS
Showing search results for "murgh"
Ghazal MATCHES FOR "murgh"
Ghazal
Ahmad Javaid
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ko.ii shai Duube to dariyaa me.n lahar jaage hai
kab azaa.n murG ke dene se sahar jaage hai
Shamim Anwar
Ghazal
navaa-e-murG ko kahte hai.n ab ziyaan-e-chaman
khile na phuul ise intizaam kahte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
phir charaaG-e-laala se raushan hu.e koh o daman
mujh ko phir naGmo.n pe uksaane lagaa murG-e-chaman
Allama Iqbal
Ghazal
dil pech se na turra-e-pur-KHam ke chhuT sakaa
baalaa-ravii se murG tah-e-daam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
murG ziirak aql kaa hai ishq kaa sayyaad shoKH
aql hai bisyaar shiirii.n ishq kaa farhaad shoKH
Alimullah
Ghazal
sabad-e-gul ke tale band kare hai gulchii.n
muzhda ai murG ki gulzaar me.n sayyaad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kis nazar-naaz ne us baaz ko baKHshii parvaaz
sai.nka.Do.n murG havaa phaa.nd ke par baiTh ga.e
Meer Shamsuddeen Faqeer
Ghazal
hai mu.azzin jo ba.Daa murG musallii us kii
masto.n se nok hii kii baat chalii jaatii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
tumhaare murG-zaar par mire mazaar par kabhii
kabhii na harf aa sakaa bharii bahaar par kabhii
Irtiza Nishat
Ghazal
Dar naala-haa-e-zaar se mere KHudaa ko maan
aaKHir navaa-e-murG-e-giraftaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
muzhda ai zauq-e-asiirii ki nazar aataa hai
daam-e-KHaalii qafas-e-murG-e-giraftaar ke paas
Mirza Ghalib
Ghazal
qafas zamaana o jaa.n murG o aashiyaa.n malakuut
qafas me.n murG hai betaab aashiyaa.n ke liye