SEARCH RESULTS
Showing search results for "mushtarak"
Ghazal MATCHES FOR "mushtarak"
Ghazal
mushtarak dost bhii chhuuTe hai.n tujhe chho.Dne par
ya.anii diivaar haTaanii pa.Dii tasviir ke ba.ad
Umair Najmi
Ghazal
kisii kaa apnaa mohabbat me.n kuchh nahii.n hotaa
ki mushtarak hai.n yahaa.n suud bhii KHasaare bhii
Amjad Islam Amjad
Ghazal
dono.n ke darmiyaan kahii.n kuchh hai mushtarak
so tujh me.n Dhuu.nDhtaa huu.n mai.n apne vajuud ko
Jahangeer nayab
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
tamaam KHaana-ba-dosho.n me.n mushtarak hai ye baat
sab apne apne gharo.n ko palaT ke dekhte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
munaaf.a mushtarak hai aur KHasaare ek jaise hai.n
ki ham dono.n kii qismat ke sitaare ek jaise hai.n
Sarfaraz Shahid
Ghazal
uf vo rabt-o-zabt sharm-o-shauq jab baa-hamd-digar
ek jazba mushtarak thaa aur bebaakaana thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
rafaaqat kyaa kahaa.n ke mushtarak KHvaab
ki saaraa silsila shub.haat kaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Siraj Lakhnavi
Ghazal
Pawan Kumar
Ghazal
taa-umr tere naam se likkhuu.n Gazal Gazal
ik dard-e-mushtarak kaa suKHan darmiyaa.n hai 'zeb'
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Rakhshanda Naved
Ghazal
vo aalamgiir jalva aur husn-e-mustarak teraa
KHudaa jaane in aa.nkho.n ko hu.aa kis kis pe shak teraa