SEARCH RESULTS
Showing search results for "mushtarka"
Ghazal MATCHES FOR "mushtarka"
Ghazal
Saeed Shariq
Ghazal
tumhaaraa Gam bhii hai ai 'ramz' apne Gam jaisaa
mataa.a-e-mushtarka ye Gazal ke naam kare.n
Ramz Azimabadi
Ghazal
hai mire hind kii tahziib kii paikar urdu
apnii mushtarka viraasat kii hai duKHtar urdu
Ajay Sahaab
Ghazal
mushtarka viraasat hai sabhii ahl-e-junuu.n kii
mansuur kaa maqtal pe ijaara bhii nahii.n hai
Fakhar Lala
Ghazal
mushtarka hai.n hamaare ilaaj-e-Gam-e-hayaat
jo merii aartii me.n hai terii azaa.n me.n hai
Amit Goswami
Ghazal
ham rail kii paTrii kii tarah hii sahii lekin
mushtarka to rasta hai vo baaham to hu.aa hai
Pandit Aks Lucknowi
Ghazal
masKH hu.ii hai mushtarka tahziib yahaa.n
gang-o-jaman kaa manzar badlaa badlaa hai
Amaan Zakhirvi
Ghazal
tamaam bazm jise sun ke rah ga.ii mushtaaq
kaho vo tazkira-e-naa-tamaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mil hii jaa.egaa kabhii dil ko yaqii.n rahtaa hai
vo isii shahr kii galiyo.n me.n kahii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
mil hii aate hai.n use aisaa bhii kyaa ho jaa.egaa
bas yahii naa dard kuchh dil kaa sivaa ho jaa.egaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
zindagii marka-e-ruuh-o-badan hai 'mushtaaq'
ishq ke saath zaruurii hai havas kaa honaa