SEARCH RESULTS
Showing search results for "muzir"
Ghazal MATCHES FOR "muzir"
Ghazal
maraz-e-hijr me.n mai garche muzir hai lekin
mai.n to pii jaataa huu.n allaah hai saaqii saaqii
Rind Lakhnavi
Ghazal
Ainuddin Azim
Ghazal
ho.nT cigarette kii talab karte chale jaate hai.n
aur is ke muzir asaraat nahii.n chaahte ham
Shoeb Zaman
Ghazal
Hosh Jaunpuri
Ghazal
sharminda huu.n na dost muzir is liye huu.n mai.n
aate hai.n dushmano.n kii taraf hii se sang ye
Naseem Sahar
Ghazal
nihaal sabz rang me.n jamaal jis kaa hai 'muniir'
kisii qadiim KHvaab ke muhaal me.n milaa mujhe
Muneer Niyazi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
aadat hii banaa lii hai tum ne to 'muniir' apnii
jis shahr me.n bhii rahnaa uktaa.e hu.e rahnaa
Muneer Niyazi
Ghazal
'muniir' dasht shuruu.a se saraab-aasaa thaa
is aa.ine ko tamannaa kii aab kyaa dete
Muneer Niyazi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
'muniir' dekh shajar chaa.nd aur diivaare.n
havaa KHizaa.n kii hai sar par shab-e-bahaar me.n huu.n
Muneer Niyazi
Ghazal
chaahtaa huu.n mai.n 'muniir' is umr ke anjaam par
ek aisii zindagii jo is tarah mushkil na ho
Muneer Niyazi
Ghazal
mujh se bahut qariib hai tuu phir bhii ai 'muniir'
parda saa ko.ii mere tire darmiyaa.n to hai
Muneer Niyazi
Ghazal
niklaa jo chaa.nd aa.ii mahak tez sii 'muniir'
mere sivaa bhii baaG me.n ko.ii zaruur thaa