SEARCH RESULTS
Showing search results for "naGmo.n"
Ghazal MATCHES FOR "naGmo.n"
Ghazal
phir charaaG-e-laala se raushan hu.e koh o daman
mujh ko phir naGmo.n pe uksaane lagaa murG-e-chaman
Allama Iqbal
Ghazal
naGmo.n kii ibtidaa thii kabhii mere naam se
ashko.n kii intihaa huu.n mujhe yaad kiijiye
Saghar Siddiqui
Ghazal
phuvaare.n sii naGmo.n kii pa.Dtii ho.n jaise
kuchh us lab ke sun.ne-sunaane kii raate.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
kyuu.n na us shab se na.e daur kaa aaGaaz kare.n
bazm-e-KHuubaa.n se ko.ii naGma sunaa do ham ko
Ehsan Danish
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Bashar Nawaz
Ghazal
vo suruud-e-kaif-aagii.n soz-e-Gam jise kahiye
zindagii ke naGmo.n me.n Dhalte Dhalte Dhaltaa hai
Rasa Chughtai
Ghazal
bachpan kii nii.nd TuuT ga.ii us kii chaap se
mere labo.n se naGma-e-sub.h-e-azal gayaa
Sarvat Husain
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
paazeb ke naGmo.n kii vo rut biit chukii hai
ab suukhe hu.e patte is aa.ngan me.n pa.De hai.n
Saba Ikram
Ghazal
dil me.n so.e hu.e naGmo.n ko jagaanaa hai agar
merii aavaaz me.n aavaaz milaate chaliye
Naushad Ali
Ghazal
yaa dard ke naGmo.n me.n vahii hai tirii aavaaz
yaa parda-e-saaz-e-rag-e-jaa.n aur hii kuchh hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
naGmo.n kii taKHliiq kaa mausam biit gayaa
TuuTaa saaz to ho gayaa taar se taar judaa